Aksar Kahin aapka aks mehsoos hota hai,
aap nahi hai par aapka dard mehsoos hota hai,
aap hote to zindagi kuch or ho bhi sakti thi,
lekin aap nahi ab aapki yaad hi mayyssar hai,
kho ke rah gaya hu in raahon me kahin,
par aapki yaad aj bhi meri zehan me hai.
karta hun yaad jab aapko aksar,
ab aapki judaai hi in saason me hai.
Thursday, November 12, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment